ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank LoanGold Loan

Axis Bank Gold Loan Rate | Documents | Interest Rate | Apply

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Axis Bank Gold Loan ke bare mein Janna chahte ho to is post ko aakhir Tak jarur padh lena. kyunki is post ke aakhir Tak aapko Axis Bank Gold Loan ke bare mein sari jankari mil jayegi. Axis Bank Gold Loan rate, Axis Bank Gold Loan calculator, Axis Bank Gold Loan documents, Axis Bank Gold Loan contact number, Axis Bank Gold Loan payment, Axis Bank Gold Loan statement, Axis Bank code loan review, Axis Bank code loan overdraft and Axis Bank Gold Loan interest rate. agar aap ine sab chijon ke bare mein Janna chahte ho to aaj ki is post mein ine sab chijon ke bare mein aapko jankari mil jayegi. ham aapko yah sari jankariyan ke bare mein batane wale hain aur aapko bhi Jaise pata Hai Gold Loan sabse aasan loan hai agar ham loan categories mein baat Karen. property loan ke bad sabse aasan loan aata hai to vah hota hai gold kyunki is tarah ke loan mein ham apni Koi chij girvi rakhte Hain Bank ke pass aur Bank bhi humko bahut Khushi Khushi ke loan Dena chahte Hain. to isi tarah Aaj ham aapko is Gold Loan ke bare mein batane Wale Hain ham iske benefits features ke bare mein aapko bataenge. aur doston hamari website per Gold Loan ke related aur bhi articles published hai aap unko bhi padh sakte hain unke liye aap niche diye Gaye link per click kar sakte hain.

👉  GOLD LOAN

ADVERTISEMENT

Axis Bank GOLD LOAN AMOUNT

Axis Bank Gold Loan Rate

ADVERTISEMENT

agar baat Karen Gold Loan rate ke bare mein to yahan per aapko Kai prakar ki alag-alag rates dekhne Ko mil jaate Hain. jaise ki 1 year mclr rate, jo ki aapko 8.05% ka dekhne Ko milta Hai. yahi ek sal se jyada Ko Ho jaaye to vah aapko 8.95% ka dekhne Ko mil jata Hai.

lekin agar effective interested ki baat Kari jaaye to yah aapko 17% ka dekhne Ko milta Hai.

ADVERTISEMENT

Foreclosure Fees

aapko doston 2% ki dekhne ko milati hai agar aap 6 mahine ke andar andar hi loan ki sari amount wapas kar dete Hain. Lekin agar aap 6 mahine se jyada ka samay lekar loan ko wapas karte hain to aapko yah fees zero dekhne Ko milati Hai yani aapko Nil foreclosure charges dekhne Ko mil jaate Hain.

Renewal Fee

Yah aapko 0.50% ki lagai jaati Hai.

Valuation Fees

yahan per aapko jo valuation fees lagai jaati Hai vah minimum ₹500 ki dekhne Ko mil jaati hai aur agar baat Karen maximum jyada se jyada valuation fees to yahan per aapko ₹1500 Tak dene pad sakte hain.

Penal Interest

panel interest ke taur per aapko Axis Bank ko 6% p.a ka dekhna ko mil jata hai.

Part Payment Charges

Part payment charges aapko Nil dekhne ko milte Hain yani yah aapko zero lagaye jaate Hain.

Stamp Duty

stamp duty aapko alag-alag state ke hisab se alag-alag dekhne Ko mil jaati hai jo ki state loss per depend karti hai.

Also Read -: ICICI BANK GOLD LOAN Kaise Le | ICICI BANK GOLD LOAN Review

yah sare charges Badal bhi sakte hain isiliye aap jab loan ke liye apply kar le wale ho to aap ek bar kisi jarur contact kar sakte hain. to Chalke ab ham baat kar lete hain kuchh men features and benefit ke bare mein jo aapko is bank se Gold Loan Lene per dekhne ko milte Hain.

Also Read -: Bank Of Baroda Car Loan Kaise Le | Bank Of Baroda Car Loan Apply

Axis Bank GOLD LOAN Interest Rate

Axis Bank Gold Loan Features And Benefits

  • Yahan per aap high value ke Gold Loan avail kar sakte hain. jaise ki aapko kam se kam loan 25000 ek rupaye ka dekhne Ko milta Hai and agar baat Karen jyada se jyada loan amount ki to aap 2500000 tak ka cold loan bhi yahan se le sakte hain.
  • aapko quick loan disbursement ka fayda dekhne Ko milta Hai yani agar aap loan ke liye jab aavedan karte Hain To is Bank ke dwara aapko amount usi din aapke Bank mein transfer kar di jayegi jab aap log ke liye apply karenge.
  • Aap apne hisab se loan Tenure Rare ko adjust kar sakte hain. aap kam se kam 6 mahine aur adhik se adhik 36 mahine tak ka Gold Loan Axis Bank se prapt kar sakte hain.
  • loan ko avail karne ke liye aap gold ornaments ya fir gold coins ka istemal bhi kar sakte hain. aap agar koi bhi Gold Loan lete Hain To aapke dimag mein sabse pahle yah chinta aati hai ki aapke gold ka Dhyan acche se Rakha jaega ki nahin usi chinta ko dur karne ke liye aapke liye yah Bank secure storage ka prabandh karke rakhta hai.
  • yahan per aapka gold Bank vaults mein safe Rakha jata hai.

Also Read -: Rupeek Gold Loan App Se Loan Kaise Le | Rupeek Gold Review |

abhi humne aapko loan ke features and benefits ke bare mein To Bata Diya Hai Lekin aapko yah loan ke benefits off feature kaise mil sakte hain ya fir inko kaun-kaun avail kar sakta hai inke bare mein pata karne ke liye aapko eligibility criteria ke bare mein jarur pata hona chahie ki aapko kaun si eligibility criteria ko pura karne per Gold Loan Diya jaega.

Also Read -: Punjab National Bank Business Loan Apply Online | Business Loan

Eligibility Criteria

Aapko yah court load lene ke liye Keval ek hi eligibility criteria ko pura karna hoga vah hai aapki age. aapki age kam se kam 18 aur jyada se jyada 75 years ki honi chahie.

agar aapki age 18 se lekar 75 ears ke bich mein hai to aapko is Bank ke dwara Gold Loan aaram se mil Sakta.

Also Read -: IDFC First Bank Business Loan | Apply for Business Loan up to ₹1 cr !

aapko eligibility criteria ke bare mein pata lag Gaya lekin aapke pass kuchh aise documents bhi hone chahie Jo aapko loan ko lete waqt istemal mein aaenge To unke bare mein bhi aapko Bata dete Hain.

Also Read -: SBI Life Insurance Kaise Le | SBI Life insurance Types | Apply ?

Documents Required

  • aapke pass ek sign application form hona chahie jo aapko Axis Bank ke dwara provide Kiya jaega jab aap loan ke liye apply karne Wale honge.
  • inke bad aapko KYC documents upload karne honge ya fir KYC documents aapke pass hone chahie.
  • agar aapke pass koi bhi post disbursement document hai to vah aap istemal kar sakte hain.

Also Read -: PhonePe Loan App Se Loan Kaise Milta Hai | Interest Rate | Apply

aapko humne loan ke documents ke bare mein Bata Diya Hai, eligibility criteria ke bare mein aapko pata lag Gaya Hai loan vound ke bare mein jankari prapt ho gai hai tenure rate ke bare mein bhi aapko pata lag gaya hai aapko jankari pata lag gai Hai ki aapko loan kitne interest rate per milega aur bhi bahut sari jankari lekin aap logon ke liye apply kaise karenge ab iske bare mein ham aapko Bata dete Hain.

Also Read -: KreditBee: Quick Personal Loan Download | How To Apply ?

Axis Bank Gold Loan Apply 

Axis Bank Gold Loan Apply

  • Aap Gold Loan ke liye online aur offline donon tarike se apply kar sakte hain.
  • Agar aap offline Gold Loan Lena chahte Hain To aapko Apne sabse nazdiki Axis Bank ki branch mein Jana hoga. then vahan per aap Bank karmchariyon ke sath contact karke loan ke liye apply kar sakenge. lekin agar aapko Gold Loan online prapt karna hai to uske liye aap niche diye Gaye steps ko follow kar sakte hain.
  • Aabse pahle aapko is Bank ki website mein jana hai.
  • Then aapko vahan per ek apply now ka option dekhne ko milega jise aapane click karke fir Gold Loan wali category mein chale Jana Hai.
  • Then aapko apna online Gold Loan application form bharna hoga jismein aapko apni pesheet information enter karni hogi. Pacific information mein aapka naam, phone number, email id and residential address include hoga. aapane ine 4 chijon ko bhar dena hai.
  • Uske bad aapko apni state city and sabse nazdiki branch select karni hai jo aapko city and state select karne ke bad pata lag jaega.
  • Then aapko apna application form submit button per click karke submit kar dena hai.
  • Inke pass aapko ek reference ID number provide Kiya jaega. aap use representative ke sampark mein aane per istemal kar sakte hain.
  • Fir aapke gold ki inspection Kari jayegi ki aapka gold asali Hai ya nakali Hai and aap ki eligibility criteria ko bhi parkha jaega.
  • Ye Sab karne ke bad agar aap eligible hote hain aur aapka gold Sahi hota hai to aapko loan apply karne ke sem de loan disburse kar diya jaega.

Also Read -: Top 15 Best Loan Application In India 2022

to is tarah se aap Axis Bank ke dwara Gold Loan prapt kar sakte hain. aapko hamari yad kijiye post kaisi lagi hamen jarur batana aur agar aapka koi dost Hai jisko Axis Bank code loan ke bare mein Janna hai to aap hamari yah post ko use Tak bhej sakte hain ya fir agar koi bhi Gold Loan ke bare mein usko Janna ho to aap hamari post ko bhej Den aur sath hi sath mein aapko hamari website mein aur bhi articles Gold Loan ke related mil jaenge aap unhen padh sakte hain. to doston abhi ke liye itna hi ham asha karte hain aapko hamari yah post acchi lagi hogi, ham aapse milenge aane wali post mein tab tak ke liye Jay Hind vande Mataram.

Also Read -: KreditBee: Quick Personal Loan Download | How To Apply ?

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button