ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Credit Card

Bandhan Bank One Credit Card Kaise Le? Review & Benefits

ADVERTISEMENT

Bandhan Bank One Credit Card

ADVERTISEMENT

Namaskar doston, swagat hai aapka hamari website ke ek aur artical mein jismein Aaj ham aapko Bandhan Bank ke dwara diye jaane wale credit card ke bare mein batane Wale Hain. Doston Aaj ham jis credit card ke bare mein baat karenge use credit card ka naam hai Bandhan Bank One Credit Card . To doston Aaj ham aapko isi Bank ke dwara diye jaane wale credit card ke bare mein batane Wale Hain. Aaj ham is credit card ki annual fees ke bare mein pata karenge renewal fees ke bare mein janenge aur aapko kon-kon se benefits dekhne Ko mil jaate Hain. To chaliye sabse pahle Jaan lete hain Bandhan Bank One Credit Card ki annual fees kya hai.

Apply Online -: SBI Simply Click Credit Card Kaise Le | Benefits, Fees & Charges ?

Bandhan Bank One Credit Card Features

  • Is credit card mein aapko 150 rupaye ke kharch per ek record point Diya jata hai.
  • Agar aap supermarket se shopping karte hain to aapko 5 Reward Points milte Hain.
  • Aapko joining benefit ke taur per 500 Reward Points diye jaenge.
  • Agar aap contactless card ki tarah ise use karna chahte hain to aap ₹2000 tak ki transaction Bina kisi pin ke kar sakte hain.
  • Bandhan Bank ke credit card standard chartered Bank ke sath partnership kiye hote Hai.

Apply Online -: Financial Cash Loan App Se Loan Kaise Le | Review & Interest ?

Bandhan Bank One Credit Card Interest Free Period

Bandhan Bank One Credit Card mein aapko 18 din se lekar 25 din tak ka interest free period dekhne Ko mil jata hai.

ADVERTISEMENT

Apply Online -: FlexSalary Loan App से लोन कैसे ले | FlexSalary Loan App Review |

Bandhan Bank One Credit Card Joining Fees

Bandhan Bank One Credit Card ki Joining Fees 299 hai jismein aapko GST alag se lagai jayegi.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bandhan Bank One Credit Card Annual fees

Bandhan Bank One Credit Card Annual fees

Bandhan Bank One Credit Card mein aapko 299 rupaye ki annual fees dekhne Ko mil jaati hai.

Apply Online -: Snapmint Loan Se Loan Kaise Le | Snapmint Loan App Review |

Bandhan Bank One Credit Card Renewal Fees

Doston yahan per aapko jo renewal fees lagai jaati hai vah annual fees ke equal hi hoti hai aur agar aap ek sal ke andar andar is credit card ki madad se 60,000 se jyada kharch kar dete Hain to aapki Renewal fees waived off kar di jayegi.

Apply Online -: Small Credit Loan App से लोन कैसे ले ? Small Credit App Review |

Bandhan Bank One Credit Card Reward Points

Agar aap is card ke dwara ₹150 Spent karte hain to aapko 1 Reward Points Diya jata hai.

Aur agar aap supermarket groceries dining and movies mein is credit card ki madad se spent karte ho to aapko panch reward points diye jaenge.

Bandhan Bank One Credit Card Apply Online

Bandhan Bank One Credit Card Apply Online

  • Doston agar aap is credit card ke liye apply karna chahte hain to aap inki Branch or Website per jakar bhi apply kar sakte hain.
  • Agar aap online apply karna chahte hain to aapane Google per likh dena hai Bandhan Bank One Credit Card Apply Online.
  • Then aapke samne Bandhan Bank ki official website aaegi aapane use per click karna hai.
  • Then aap vahan per kuchh features padh sakte hain aur unke upar aapko ek “TALK TO US” ka button dekhne ko milega aap vahan per click karke is credit card ke bare mein Bank ke adhikariyon se aur jankari prapt kar sakte hain.
  • Jab aap vahan per click karenge to aapke samne do vikalp aaenge. Ek hoga “CALL US” amd Second Hoga “GET A CALL BACK” .
  • Call Us Wale Option ke neeche aapko 2 no. Milenge 1800-258-8181 & 033-4409-9090  aap ine do number per call karke is credit card ke liye apply kar sakte hain ya aap get a call back wale button per click karke apna mobile number bharenge aur aapke mobile number per Bank ke dwara call a jaega.
  • To is tarah se aap is credit card ke liye online apply kar sakte hain.

Apply Online -: HDFC CAR LOAN KAISE LE | HDFC CAR LOAN PROCESS

Note

Agar aapka yah credit card lost yani gayab ho jata hai to aapko jitni jaldi ho sake vandan Bank ki helpline number per contact karke notify karna hoga. Jab tak aap credit card ki gayab hone Tak report nahin likhvaenge tab tak aapki credit card se kiye Gaye transaction ke charges aapko bharane honge.

Apply Online -: Buddy Loan App Se Loan Kaise Le | Buddy Loan App REVIEW |

So doston aaj ki hamari is post mein itna hi, Aaj humne Jana Bandhan Bank One Credit Card ke kuchh benefits ke bare mein. Aapko kon-kon se features dekhne ko milte Hain, Bandhan Bank One Credit Card ki annual fees and joining fees kya hai? Aur aap is credit card ke liye online apply kaise kar sakte hain. To doston hamari aaj ki is post mein itna hi ham aapse milenge aur post mein aise hi information ke sath tab tak ke liye hamen aagya dijiye Jay Hind vande Mataram.

Apply Online -: Swift Loan App से लोन कैसे ले | Swift Loan App Review | Interest Rate |

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

19 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button