ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank LoanEducation Loan

Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le | Apply Online | Types

ADVERTISEMENT

Namaskar dosto swagat hai aapka humare website mein aaj hum jannein vale hai educational loan le baare mein. Dosto padhayi aisi chij hai jo .dosto padhayi ek aisi chij hai jo student life mein ek aham bhumika nibhati hai lekin kabhi kabhi kisi aisi situation ke karan hun padh nhi pate. Aise mein kisi student ka aage padhne ka aur future secure karne ka sapna tutt jata hai. Aise bhi students hai jo sirf 12 tak hi padh paate hai aur college nhi Jaa pate hai kyuki unke pass fees bharne ke paise nhi hote .Islyi voh apni study chhodh dete hai aur job karne lag jaate hai jiske karan unka padhayi ko aage badhane ka sapna vahi tutt jata hai .aisi situation mein ya toh apni padhai jaati rakh sakta hai ya phir khin job karke aapna guzara kar sakta hai aur ya toh aisi situation mein voh educational loan le skta hai . Educational loan dosto students ke liye vardaan saabit ho sakta hai , jo student paise k liye apni study chhodh deta hai. Iss post mein hum Bank of Baroda se diya jane vala educational loan ke bare mein btane vale hai hum aapko ek se badhkar ek information denge. Iss post se aapko yeh pta lagna vala hai yahan se kitna loan milega ,kis tarah se milega aur voh kitne type ka hota hai ,aapke paas time kitna time hota hai aaj ki iss post mein aapko iss sab ki information denge. Toh Post pr aane se pehle hum Bank of Baroda ke dwara diye jane vale educational Loan ke barein mein kuch jaan lete hai.

 Also Read -: HDFC Bank Gold Loan APPLY ONLINE | INTEREST RATE | ELIGIBILITY

BANK of Baroda Educational loan pr discuss ki jaane vali baatein 

  1. Sabse pehle hum aapko bataynge ki aapko Bank of Baroda se aapko kitne type ka educational loan mil jata hai.
  2. Bank of Baroda se aap jo bhi loan le rhe hai
  3. Jis bhi tarah ka loan le rhe hai ,aap kitni raashi tak ke liye loan apply kar sakte hai .
  4. Bank of Baroda se aapko education loan ke liye kitna Bayaj dar lagta hai.
  5. Bank of Baroda se aapko education loan ke liye processing fees kitni dekhne ko mil jaati hai .
  6. Bank of Baroda se aap jo bhi loan Lena chahte hai voh aap kitne time ke liye le sakte hai ya loan ko vaapis kab kar sakte hai .
  7. Aapko kon kon c Eligibility criteria ko pura karna hoga aagar aap Bank of Baroda se Educational loan Lena chahte hai.
  8. Aapke paas kon se documents hone chahiye agr aap Bank of Baroda se loan Lena chahte hai.
  9. Hum aapko btayenge ki aap ko loan ke liye apply kaise karna hai .

Also Read -: Pocketly Loan App Se Loan Kaise Le | Pocketly Loan App Review

Sabse pehle hum baat kar lete hai ki aap ko Bank of Baroda se jo educational loan milenge voh aapko kitne type ke dekhne ko milenge yaani Bank of Baroda se Educational loan ke type .

ADVERTISEMENT

Also Read -: PaySense Loan App se loan kaise le? PaySense Loan App Interest Rate

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank of Baroda Se Educational loan ke types.

Bank of Baroda Se Educational loan ke types.

Aapko Bank of Baroda se mostly 4 type ke loan dekhne ko milte hai. 

  1. Baroda Vidya
  2. Baroda Gyaan
  3. Pramukh Sansthaan Ke Students Ko Baroda Educational Loan
  4. Baroda Vidvaan 

Toh aapko Bank of Baroda se yeh 4 type of loan dekhne ko mil jayenge . Toh aaj mein aapko Baroda Vidya jo ki pehli type hai unke barein mein information denge ki aapko Baroda Vidya educational Loan se kitne Tak ka loan mil sakta hai .

BOB Education Loan Amount

Dosto Bank of Baroda se Baroda Vidya Loan lena chahte ho toh mein aaapko bta du aap yaahn par jo bhi loan ke liye apply krenge aapko kitni raashi tak ka loan le skte hai aur bhi baat krenge zyda se zyda kitan loan le sakte hai . Toh aapko zyda se zyda 4 lakh Tak ka loan mil sakta hai.

 Loan ki amount ke baare mein jaan dene ke bare ab hum jaan lete hai aapko yahan pr Bayaj dar kitni dekhne ko mil jayenga.

Also Read -: Rufilo Loan App Se Loan Kaise Le | Rufilo Loan App Interest Rate

Baroda Vidya Loan Interest Rate

Yadi aap Bank of Baroda se yeh vala Educational loan lete hai toh aapko Kam se kam 7.50% ke hisaab se dekhne ko mil jata hai aur vahi agr baat zyda se zyda ki ki jaaye toh aapko yahan zyda se zyda 9.75% ka Bayaj dar dekhne ko mil jayega.

Bayaz dar ke bare mein jaan lene ke baad ab hum jaan lete hai ki yahan aapko processing fees kitni milegi.

Also Read -: Stashfin – Credit Line & Funds Loan App Se Loan Kaise Le | Review

BARODA VIDYA PROCESSING FEE

Bank of Baroda se agar aap yeh vala Baroda Vidya loan lete hai toh aapko yahan par kisi bhi type ki processing fee nhi dekhne ko milti hai yaani aapko processing fee bilkul zero dekhne ko milti hai.

Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Milta Hai? Review | Interest Rate

Ab baat kr lete hai aapko yahan loan kitne time ke liye milega.

Also Read -: MPokket: Instant Loan App Se Loan Kaise Le | Review , Interest

BARODA VIDYA EDUCATIONAL LOAN KI TENURE RATE

agar baat kr li jaye toh dosto tenure rate ki aapko yahan par kitne time Tak ka karyakaal dekhne ko mil jayega toh hum aapko bta de aapko yeh jo karyakaal rate hai utna dekhne ko milega jitne dino mein aapko milega college mein milega aapko kitna time ke liye loan diya jaayega.

Tenure rate ke baarein mein jaan lene ke baad hum jaan lete hai ki aap Bank of Baroda se Baroda Vidya loan lene par kon si criteria ko pura karna hoga.

Also Read -: Money Tap Loan App Se Loan Kaise Le | Money Tap Loan Review

BARODA VIDYA EDUCATIONAL LOAN KE ELIGIBILITY CRITERIA

  1. Sabse pehle criteria hai ki aap Indian hone chahiye.
  2. Jo bhi student yahan se loan Lena chahte hai voh kisi na kisi manyata praapat school se padha ho .
  3. Yahan par aapko Jo bhi educational loan diya jayega mein educational Loan kisi bhi student ke naam par nhi diya jaayega ya Loan ke Mother Father ya praathmiki koi bhi uske bde honge unke naam par hi Diya jayega.

 Toh aapko mostly adult criteria ko pura karna hoga agr aapko yahan se loan Lena lena chahte hai. Ab hum dosto baat kar lete hai aap ko mostly kon se documents ki need hogi yahan se loan lene ke liye. 

Also Read -: KreditBee: Quick Personal Loan Download | How To Apply ?

EDUCATIONAL LOAN KE LIYE IMPORTANT DOCUMENTS

  1. Sabse pehle toh aapko apply form Bharat kar jma krvana hoga. Jo aapko Bank of Baroda ke worker denge.
  2. Aapke pass passport size photo honi chahiye toh aapko 4-5 lgegi .
  3. Aap jaise bhi college mein admission lete hai aapke pass uss college mein admission lene ke proof hona hoga.
  4. Aapke pass income proof hona chahiye ki aap kis person ke naam par loan lenge uss person ke naam ka aapke pass income proof zarur hona chahiye.
  5. Aur aur aapke pass Bank ki statement bhi honi chahiye.

Toh dosto ab aapko kuch pta karbe ke liye Bank of Baroda se Educational loan lene pr kitna Bayaj dar par Loan milega kitne time ke liye loan milega ,kon kon si criteria ko follow krna aur aapko processing fee lgegi hi nhi .ab hum baat kr lete hai aap yeh loan kaise le sakte hai .

Also Read -: Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate

BANK Of Baroda Se Educational Loan Kaise Le?

BANK Of Baroda Se Educational Loan Kaise Le?

Dosto aap hi educational loan bank ki branch mein jaakr bhi le skte hai bs aapko hum jo document bhejenge aapo voh document bank mein sath lekar aana hai ,fir Bank ke worker formality puri krenge aur apko loan mil jayega 

Aur agr aap online loan Lena chahte hai th aapko BANK of Baroda ki website par Jana hoga vahan par jaakr aapko apni sari details fill krni hongi phir aapke pass ghr mein Bank ka ek worker aayega jo aapko loan ke liye aapko milega .

Also Read -: Top 15 Best Loan Application In India 2022

Related Articles

140 Comments

  1. मुझे पर्सनल लोन चाहिए मिलेगा या नहीं मै लोन लेना चाहता हू बताओ ३०००० रू लोन मेरे नम्बर ६२६१७३५२०७ में मैसेज कीजिए

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Back to top button