ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Adhar LoanNew Loan AppOnline LoanPersonal Loan

FairMoney Loan App Se Loan Kaise Le | Review | Interest Rate |

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

FairMoney Loan App ek fast, secure & reliable loan application hai jo aapko aapke phone ki madad se loan pradan karwake deti hai. Ye applicaiton salaried & non- salaried dono ko loan provide karke deti hai. Iske liye aapko is application ko playstore se download kar lena hoga. Fir kuch questions ka answer deke loan ke liye approval bhrna hoga. And 5 minute mein aapke bank khate mein loan ki amount transfer kar di jayegi. Aaj hum aapko is application ke baare mein btayenge. FairMoney Loan App se kitna loan milta hai? Aapko kitne time ke liye loan mil sakta hai? FairMoney Loan App Se kitne interest rate par loan milta hai? Aur aap is application se loan kaise le sakte hai? Ye sab aaj ki is post mein hum aapko btayenge.

Also Read -: Loaney Loan App Se Loan Kaise Le | Loaney Loan Interest Rate

Loan Amount 1,000-60,000
Interest Rate 12%-36%
Tenure Rate 90-180 days
Processing Fees 3%-12%

Also Read -: Stashfin – Credit Line & Funds Loan App Se Loan Kaise Le | Review

What Is FairMoney Loan App?

Ye Ek loan pradan karne wali application hai. Jiske Play store Par 5,000,000+ se jyada download hai. Aur aap yhan se 60,000 tak ka loan le sakte hai.Ye application aapko 5 min ke ander loan ki raashi provide kar sakti hai.  

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

FairMoney Loan App Loan amount

ADVERTISEMENT

FairMoney Loan App Loan amount

doston FairMoney Loan App se aap loan Lena chahte Hain to aap kam se kam 1,000 rupaye Tak ka loan le sakte hain. adhik se adhik loan ki baat karen to FairMoney Loan App se aap adhik se adhik 60,000 ka loan le sakte hain.

FairMoney Loan App Interest Rate

FairMoney Loan App Interest Rate

Doston FairMoney Loan App se aapko 12%-36% ka byaj dekhne ko mil jata hai.

To doston FairMoney Loan App se aapko Kitna interest rate lagaya jaega iske bare mein aap ko pata lag Gaya hai ab ham baat kar lete hain FairMoney Loan App aapko jo loan milega weh loan aap ko kitne samay ke liye Diya jaega yani aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai.

Also Read -: Cashbean Loan App Se Loan Kaise Le ? Cashbean Loan Review

FairMoney Loan App Tenure Rate

FairMoney Personal application ke dwara apako kam se kam 90 days ke liye loan mil sakta hai. Aur wahi aapko adhik se adhik 180 days ke liye loan mil jata hai.

ab ham baat kar lete hain doston FairMoney Loan App se loan lene ke liye aapko kaun kaun se document ki jarurat padegi.

Also Read -: Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le | Apply Online | Types

FairMoney Loan App Documents

  • Selfie
  • PAN Card
  • ID Proof jiske liye aap driving license/Voter ID/Passport/Aadhar Card/Utility Bills Ka use kar sakte hai.
  • Aapko 3 months ki bank statements deni hogi.
  • Aadhar Card ka aap istemaal kar sakte hai.

Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

FairMoney Loan App Example

  • ₹5,000
  • APR of 24% (per annum)
  • 90 days
  • Interest = ₹5,000 x 24%/365 x 90 = ₹296
  • Processing fee = ₹5,000 x 5% = ₹250 (GST apply ₹45)
  • Total cost = ₹546
  • Total amount disbursed ₹4,705 (₹5,000 – ₹296)
  • Total amount to repay ₹5,296 (₹5,000 + ₹296)
  • Two monthly repayments ₹2,648

ab baat kar lete hain FairMoney Loan App se loan lene ke liye kisi bhi vyakti ko kaun kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai.

Also Read -: AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE? AIRTEL THANKS APP SE LOAN KAISE LE?

FairMoney Loan App Eligibility criteria

Sabse pahle to doston aap ki jo umra hai vah kam se kam 18 sal ki jarur hone chahie.

Dusre number per doston aap Bharat ke nagrik hone chahiye.

Aakhri aur sabse mahatvpurn eligibility doston kya hai ki aapke pass koi Na koi naukari jarur honi chahie aur use naukari se aapko aise jarur ko monthly income jarur aani chahie.

Also Read -: POSTPE PAYLATER LOAN KAISE LE ?POSTPE APP SE PAYLATER LOAN KAISE LE 

Ab aapko humne Kiya Bata Diya hai FairMoney Loan App aap ko kitne Rashi Tak ka loan mil sakta hai kitne interest per loan milega aapko loan ke liye samay Kitna Diya jaega ya nahin aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai ab baat kar lete hain doston FairMoney Loan App se loan aap kaise le sakte hain.

FairMoney Loan App Se Loan Kaise Le?

FairMoney Loan App Se Loan Kaise Le?

  • FairMoney Loan App ko install kare.
  • Apne Social Media Account Ki madad se isme signup kar lena hai.
  • Home page par diye gaye GET LOAN Wale Option par click kare.
  • Kuch Questions Ka Answer kare.
  • Apni Identity ko verify karwaye.
  • Loan Amount & Loan Period Ko Select kare.
  • Apne Loan Offer ko accept karle.
  • Apne Bank Ki details bhare jisme aap loan ki amount ko lena chahte hai.

Also Read -: PAY ME INDIA LOAN APP Se Loan Kaise Le | Review | Interest |

FairMoney Loan App FAQs

FairMoney Loan App Se Kitne Tak Ka Loan Mil Sakta Hai?

₹1,000 to ₹60,000

 

FairMoney Loan App Se Kitne Interest Rate Par Loan Mil Sakta Hai?

90 Days to 180 Days

 

FairMoney Loan App Se Kitne Tenure Rate Par Loan Milta Hai?

12% to 36% per annum

 

FairMoney Loan App Mein Loan Par Kitni Processing Fees Lgayi Jati Hai?

3% to 12%

 

doston is post mein upsthit nahi Jana ki FairMoney Loan App se loan ke liye aap aavedan kaise kar sakte hain FairMoney Loan App se loan lene ke liye kaun kaun se dastavej aap kuchh aaenge honge FairMoney Loan App se aap ko kitne samay ke liye loan mil sakta hai aapko interest rate Kitna lagaye jaega. to doston agar aapko hamari post acchi lagi hai to ham mein please is post ko share Karen aur hamen comments mein bataen agar is post ke sambandhit aapka koi bhi sawal hai to aap hamen niche comment mein poochh sakte hain.  aapane Mari is post koi aant tak pada hai abhi tak yahan per padh rahe hain Apne apna kimati samay hamen Diya iske liye hamara aapko bahut bahut aabhar hai hum aap se milte Hain agli post mein tab tak ke liye Jay Hind.

Also Read -: FLEXILOANS SE LOAN KAISE LE (FLEXI LOANS APP IN HINDI)

Also Read -: Pocketly Loan App Se Loan Kaise Le

Also Read -: Avail Finance: Credit Loan App Se Loan Kaise Le

Also Read -: SBI Personal Gold Loan Apply Online

Also Read -:  Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

15 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button