ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Business LoanOnline Loan

FLEXILOANS SE LOAN KAISE LE (FLEXI LOANS APP IN HINDI)

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

FLEXILOANS APP SE LOAN KAISE LE – Kya aap apna business shuru karna chahte hai par paiso ki dikkat ke karan aap koi action Nhi le paa rhe hai ya fir aapko apne business ko sucharu roop se sanchalit karne ke liye paiso ki need hai toh aapko niraash hone ki koi need nhi hai yahan aapko loan related information milegi.

Aaj ek is post mein madhyam se hum aapko Flexiloans app application ke baare mein btane vale hai jahan se aap 1 crore rupees Tak ka business loan turant (online business loan apply) le sakte hai hum baat kar rhe hai .Flexiloan application ke baare mein ji haan aap iss mobile application ke madhyam seek crore rupees Tak ka business loan le sakte hai.

 

FLEXILOANS APP SE LOAN LENE KE KYA PROCESS HAI ,ISKE ELIGIBILITY CRITERIA KYA HAI , KON SE DOCUMENTS KI AAPKO NEED HOGI , KITNA LOAN MILEGA ,BAYAJ AUR REPAYMENT PERIOD KYA HOGA AUR KOI PROBLEM AANE PAR AAP KAISE FLEXILOAN APP SE SAMPARK KAR SAKTE HO 

ADVERTISEMENT

yeh saari information aapko iss lekh ke madhyam se di jaayegi Islyi is lekh ko pura read kre isse aapko Flexiloans app se loan lene mein help milegi

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

FLEXILOANS APP KYA HAI (FLEXI LOANS APP REVIEW IN HINDI)

FLEXILOANS APP KYA HAI (FLEXI LOANS APP REVIEW IN HINDI)

Flexiloans app ek business loan provide krvane vali application hai jo Bharat mein chhote aur middle works ko unki working capital requirements ke liye Bina jmanat ke quick business loan pradaan karvati hai .

Yeh application 1 crore rupees Tak ka unsecured business loan pradaan karvati hai aur abhi tak 10 thousand se adhik logo ko Flexiloans app ne loan praadaan kiya hai.

Flexiloans app ko 25 September 2017 ko release Kiya gya tha jise offer kiya tha flexiloans.com ne 5 lakh se adhik logo ne iss application ko install Kiya hai aur goggle play store par baat kre toh 4.6 ki rating Flexiloans app ko mili hai . Iss baat se aap andaja lga sakte hai ki yeh achi application hai.

 

 

FLEXILOANS APP SE LOAN KAISE MILEGA (FLEXILOANS APP SE LOAN KAISE MILEGA)

Flexiloans App mein aap kewal 3 easy step mein loan prapat kar sakte hai –

  • ‌Flexiloans app ko apne play store se download kar lijiye.
  • ‌Online application sari jankari fill kar lijiye aur important documents ko upload kar lijiye
  • ‌Iske baad rindata aapke documents ki jaanch krenge aur loan ke liye aapke aavedan ko savikaar krenge.
  • ‌Jaise hi loan apply puran hoga aapke bank account mein raashi savkrit ho jayegi

FLEXILOANS APP SE LOAN KAISE LE -

FLEXILOANS APP SE LOAN KAISE LE –

Flexiloans app se loan ke liye aavedan karne mein agr aapko kisi prakar ki problem aa rhi hai toh niche diye gye step ko follow kre.

  • STEP 1 – SABSE pehle play store se Flexiloans app ko download kar lijiye. Yeh application aapko Flexiloans – instant small business loans in India naam se milegi
  • STEP 2- download karne ke baad Flexiloans app ko open kare aur get started vale option par click kre.
  • STEP 3- ab Flexiloans App aapko kuch permission mangta hai jise aapko allow karna hai
  • STEP 4- iske baad aap apna mobile number darj kre aur verify vale option par click kre
  • STEP 5- aapke no. Par ek OTP aayega aap OTP ko verify krva lijiye.
  • STEP 6- iske baad aapko apna naam aur email ID fill krke submit vale option par click krna hai.
  • STEP 7- ab aapko loan raashi bharne ke liye kha jayega aapko jitna loan chahiye,aapko jitna loan chahiye use yahan par fill kre aur check loan eligibility par click kre.
  • STEP 8- iske baad aapke sahmne application form open ho jayega jismein aapko following details bharni hoti hai –

First term

  1. Gender
  2. Date of Birth
  3. Aapke business ki monthly bikri
  4. Aapka business kitna purana hai
  5. Kya aapke pass current Bank account hai
  6. kya aapke paas apne business ka GST registration hai.
  7. aapka occupation kya hai.

Second term

  1. Business ka pin code
  2. Apne ghr ka pin code
  3. Aap kiraye par rehte hai ya khud ka ghr hai
  4. Apna business kiraye par hai ya khud ki jgh mein hai.
  5. Apna pan card number
  6. 6 aapka business kis tarah se register hai.

STEP 9- Agr yahan tak form bharne ke baad aap loan ke liye eligible paaye jate hai toh aapko apne documents upload karne hai .iske baad Flexiloans app aapke documents ki janch kregi aur 48 hours ke andar loan aaapke khaate mein aa jayega.

‌toh ab aap log samjh gye honge ki kaise aap aap Flexiloans app se loan le sakte hai .

 

 

FLEXILOANS APP SE LOAN LENE KE LIYE ELIGIBILITY CRITERIA

Flexiloans app se loan lene ke liye following eligibility criteria ko aapko pura karna hota hai –

  • Loan ke liye aavedan karne vale person ki agr 21-65 years ke beech mein honi chahiye
  • ‌Aavedak ne udyog mein 3 saal tak kaam kiya ho aur kam se kam 5 saal ka anubhav ho
  • ‌Flexiloans app un kamo ko business loan praadaan karta hai jo kam se kam ek tear se chal rhe hai aur jinki monthly kul bikri kam se kam 2,00,000 hai
  • Small business loan kewal personal nigamo ,ekmatra maaliko aur vyapar ,utpadan ya sevaoo mein shaamil niji company ke liye uplabdh hai

 

 

FLEXILOANS APP SE LOAN LENE KE LIYE IMPORTANT DOCUMENTS

Flexiloans app se loan ke liye aavedan karne ke liye aapko following documents ki need hogi –

  • ‌KYC documents (Pan card)
  • ‌ nivaas pramaan (rent agreement , drivimg licence,voter id ,raashan card. And passport)
  • ‌banking ( pichhle 6months ki bank statement)
  • ‌Banking KYC ,(GST panjikaran pramanpatr,dukaan sthapna praman patra)
  • iske alawa agr aap Flexiloans se 20 lakh seya adhik ka loan lete hai toh upar btaye gye sabhi documents ke alawa aapko kuch other documents ki need hoti hai jo neeche btaye gye hai –
  • ‌vitiye documents (20 lakh se adhik ke rin ke liye ) ismein aap 6 months ka GST return picchle do saal ka ITR aur 2 saal edit finance jma krva sakte hai.

 

FLEXILOANS APP SE KITNA LOAN MILEGA 

FLEXILOANS APP SE KITNA LOAN MILEGA 

Flexiloans app mein agr loan raashi ki baat kre toh aap iss application ke dwara 50 thousands se lekar 1 crore rupees Tak ka Business loan sidhe Bank se prapat kar skte ho.

FLEXILOANS APP LOAN PR KITNA BAYAJ LAGTA HAI ( RATE OF INTEREST)

FLEXILOANS APP LOAN PR KITNA BAYAJ LAGTA HAI ( RATE OF INTEREST)

Flexiloans app mein boht hi kam Bayaj dar par aapko loan prdaan karva diya jata hai .aap Flexiloans app se 1-2 % monthly Bayaj dar ke sath loan prapat kar skte ho.

 

 

FLEXILOANS APP SE LOAN KITBE TIME KE LIYE MILEGA ( TENURE RATE) 

Flexiloans app mein repayment karne ke liye aapko 3 mahine se lekar 2 saal tak ka time milta hai aur repayment Frequency flexible hoti hai aap apni income ke adhaar Apr Repayment Period nirdharit kar sakte ho.

 

 

FLEXILOANS APP LOAN PAR LAGNE VALI FEES AUR CHARGE 

Flexiloans app par aapko kol loan rashi ka 2.5 % processing fees pay karni hoti hai .yeh fees aapke document verification ke liye hoti hai .

 

 

FLEXILOANS APP CONTACT AUR CUSTOMER CARE NUMBER 

agr aapko Flexiloans app se kisi bhi prakar ki problem ka sahmna karna padh rha ho toh aap Flexiloans app term se aasani se sampark kar skte hai-

  • ‌CUSTOMER CARE NUMBER- 022-6821-9546 AND 07948061722
  • ‌E- MAIL ID- connect@Flexiloans.in
  • ‌Official Website – http://flexiloans.com/
  • ‌Address- 5th floor, Hanuman Nagar ,opp Holy Family High ,and Junior college. Andheri East , Mumbai -400093

 

You Can Also Read -: 

PAY ME INDIA LOAN APP Se Loan Kaise Le

POSTPE PAYLATER LOAN KAISE LE

AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE

Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le

Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le

Cashbean Loan App Se Loan Kaise Le

HDFC Bank Gold Loan APPLY ONLINE

Pocketly Loan App Se Loan Kaise Le

 

 

FEATURES OF FLEXILOANS APP

  • Loan Fast Approve hota hai .
  • ‌Flexiloans App mein business loan ke liye Processing time boht Kam lagta hai
  • ‌Unsecured Business loan aapko Flexiloans App pradan karvati hai
  • ‌aap apne business ke chhoti se chhoti need ke liye rin le sakte hai.
  • ‌puri tarah se online process hai
  • ‌Flexible Repayment Period uplabdh hai.

 

FLEXILOANS APP FAQS

FLEXILOANS APP FAQS

 

FLEXILOANS APP SE KITNA LOAN MILTA HAI ?

Flexiloans app se 50 lakh se lekar 1 crore rupees Tak ka loan milta hai.

 

FLEXILOANS APP PAR LOAN APPROVE HONE KE KITNE DIN BAAD ACCOUNT MEIN AYEGA

Flexiloans app par loan ka aavedan savikaar hone ke baad 2 working day ke andar loan aapke account men transfer kar diya jata hai

 

LAST WORDS : FLEXILOANS APP SE LOAN KAISE LE HINDI MEIN

aagr aap apne business ko badhana chahte hai toh Flexiloans app aapke liye ek acha option proof ho sakta hai kyuki iss application se aap badi matra mein loan lekar apne business mein growth kar sakte hai . Iss lekh ko padhne ke baad aap log samjh gye honge ki

Flexiloans app se loan kaise le umeed karte hai dosto aapko yeh lekh zarur pasand aaya hoga iss lekh ko apne dosto ke sath bhi share kre.

 

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button