ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Credit Card

ICICI Bank Coral Credit Card Benefits, Lounge Access, Rewards Points |

ADVERTISEMENT

ICICI Bank Coral Credit Card

ADVERTISEMENT

Hello doston, aaj ki is post mein ham aapko ICICI Bank Coral Credit Card ke bare mein information denge. Coral credit card mukhya roop se movies and dining ke liye best rahata hai. ICICI coral credit card mein aapko domestic airport and railway lounge access bhi mil jata hai. ICICI Bank Coral Credit Card mein milane wale benefits ke bare mein janne ke liye aap hamari is post ko padhte rahiye. 

Agar apa CITI PRESTIGE CREDIT CARD ke bare mein information lena chahte hai to aap hamari website ke article ko padh sakte hai ko ki niche linked hai.

Citi Prestige Credit Card Features , Benefits , Apply Online Kaise ?

 

ICICI Bank Coral Credit Card HIGHLIGHTS

  • Aapko yahan per har 100 rupaye ki spend per 1 Reward Point Diya jaega.
  • Aap agar inke milestone program Ko achieve kar lete hain to aapko Annually 10,000 bonus Reward Points bhi mil sakte hain.
  • Aapko har quarter mein ek Complementary Domestic Launge Access & Railway Lounge pass milega.
  • Aapko BookMyShow and INOX per ticket booking karne per 25% Discount milta hai.

ADVERTISEMENT

Also Read -: SBI LIFE – SAMPOORN CANCER SURAKSHA Adavanteges |

ICICI Bank Coral Credit Card Rewards & Benefits

  • Kuchh credit card mein aapko welcome benefits dekhne Ko mil jaate hain lekin ICICI Bank Coral Credit Card mein aapko kisi bhi prakar ke welcome benefit nahin milte.
  • Aapko yahan per movie and dining benefits mil jaate Hain jinmen aapko movie tickets per 25% ka discount milta hai aur dining per aapko 15% ka discount mil jata hai.
  • Aapko utilities and insurance related spend pay per hundred rupees per ek reward point Diya jata hai aur vahi per so rupaye ki agar aap kahin aur kharch karte hain to do reward points milte Hain.
  • Aapko airport and railway lounge acess milta hai.
  • Aapko ek complimentary domestic lounge visit bhi mil sakti hai agar aap pichhle calender quarter mein ₹5000 spend karte Hain. 

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ICICI Bank Coral Credit Card Fees and Charges

ICICI Bank Coral Credit Card Fees and Charges

  • Aapko yahan per ₹500 ki joining fees lgayi jati hai.
  • Aapko ₹500 ki renewal fees lagai jaati hai jo aapko spend based waiver ke antargat ek sal mein 5 lakh kharch karne per nahin Deni hoti hai.
  • Aapko 99 rupee ki rewards redemption fees bhi lagai jaati hai.
  • Foreign currency markup ke taur per aapko 5% transaction amount lagai jaati hai.
  • Interested aapko 4% ka dekhne Ko milta hai monthly Jaise annually convert karne per aapko 40.80% interested lagaya jata hai.
  • Aapko HPCL petrol stations mein 1% ka fuel surcharge waiver milta hai. Yah offer aapko ₹4000 ki transaction Tak valid hai. 
  • Aapko cash advance charge 5% of transaction amount or kam se kam ₹300 lagai jaati hai.
  • Add on card fees aapko nahin lagai jaati.

ICICI Bank Coral Credit Card APPLY PROCESS?

ICICI Bank Coral Credit Card APPLY PROCESS?

  • ICICI Bank Coral Credit Card ke liye aap online aur offline donon tarike se apply kar sakte hain. Offline apply karne ke liye aapko ICICI Bank branch ki sabse neerrest branch mein visit karna hoga Jahan per aapko Apne sath documents lekar jaane honge aur application form bharna hoga. 
  • Aur agar aap online apply karna chahte hain to aapko ICICI Bank ki official website per jana hai aur under the credit Card section aapko vahan per coral credit card chuj karna hai aur further proceed karke application form bharna hai. 
  • Hamari taraf se aapko yahi advice rahegi ki aap is credit card ke liye online Mathur ke sath hi apply Karen jisse aapka time bhi bachega aur aap ghar per baithe ICICI Bank ko Lal credit card ke liye apply kar sakte hain.

Also Read -: HDFC Regalia Credit Card Kaise Le| Reward Points & Interest Free

ICICI Bank Coral Credit Card Customer Care Number

Toll Free No. 1800 1080.

Also Read -: Bandhan Bank One Credit Card Kaise Le? Review & Benefits

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

5 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button