ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank LoanBusiness Loan

Punjab National Bank Business Loan Apply Online | Business Loan

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Punjab National Bank business loan ke bare mein Janna chahte ho to is post ko aakhri Tak jarur padhna. Kyunki aaj ki is post ko agar aap aakhir Tak padhoge to aapko Punjab National Bank Business Loan ke bare mein sari jankari mil jayegi. Agar aapka yah sawal hai Punjab National Bank business loan kaise deta hai is per Kitna interested lagaya jata hai aur aapko Kitna tenure rate milta hai aur sath hi sath mein aapko kaun-kaun se documents ki jarurat padati hai kaun-kaun se eligibility criteria ko pura karna hota hai, aur agar aap loan ke liye apply karna chahte hain to vah bhi aap kaise kar sakte hain yah sari jankari aaj ki is post mein ham aapko Dene Wale. To aapko bus kuchh bhi Nahin Karna hai is post ko aakhir Tak jarur padhna hai Dhyan se padhna hai aur sath hi mein agar aapko koi dost hai ya FIR aapko koi family member hai jise business loan ki avashyakta hai to aap use Tak hamare is post ko share kar dena taki vah bhi yah Jaan le ki Punjab National Bank se business loan kaise le sakte hain. 

Also Read -: SBI Life Insurance Kaise Le | SBI Life insurance Types | Apply ?

To post mein sabse pahle ham aapko Punjab National Bank business loan ke dwara diye jaane wali loan amount ke bare mein Bata dete Hain.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Punjab National Bank Business Loan Amount

Punjab National Bank Business Loan Amount

Agar loan ki baat Karen doston to aapko yahan per kam se kam 50,000 Tak ka loan mil sakta hai aur jyada se jyada loan amount ki baat kar le to yah aapko 15,00,000 Tak expand ho sakti hai. Yani Punjab National Bank aapko 15,00,000 Tak ka business loan provide kar sakta hai.

ADVERTISEMENT

Also Read -: SBI Personal Gold Loan Apply Online | Interest Rate | Features

Loan amount ki aapko information prapt ho gai hai to aaiae ab ham baat kar lete hain interest rate ki ki aapko interest rate Kitna lagaya jata hai.

Punjab National Bank Business Loan Interest Rate

Punjab National Bank Business Loan Interest Rate

Punjab National Bank ke dwara aapko business loan per 12.65% ka interest rate dekhne Ko mil jata hai. To aapko abhi interested ke bare mein pata lag Gaya hai aaiae ab ham baat kar lete hain aapko tenure rate yani yah loan kitne time ke liye milta hai aapko loan ko wapas karne ke liye kitna time milta hai?

Also Read -: HDFC Bank Business Loan Apply Online | Interest Rate

Punjab National Bank Business Loan Tenure Rate

Agar aap business loan lete Hain to aap yah log kam se kam 12 mahine yani 1 sal ke liye le sakte hain. aur aur agar baat Karen jyada se jyada time ki to yah loan aap 60 months yani 5 sal ke liye prapt kar sakte hain. Tenure ke bare mein aapko information gain ho gai hai to aaiae ab ham baat kar lete hain aapko processing fees kitni lagai jaati hai.

Also Read -: KreditBee: Quick Personal Loan Download | How To Apply ?

Punjab National Bank Business Loan Processing Fees

Punjab National Bank ke dwara aapko jo business loan Diya jata hai use business loan per aapko 1. 8% ki processing fees lagai jaati hai jismein aapko taxes alag se jodne honge. 

Also Read -: Bank Of Baroda Personal Loan Apply Online | Interest Rate

Aapko kuchh basic informations ke bare mein pata lag Gaya hai ki aapko loan amount Kitna dekhne Ko milta hai interested Kitna lagaya jata hai tenure rate Kitna lagaya jata hai aur aapko processing fees kitni dekhne Ko milati hai yah sari to vah informations hai jo aapko loan Lene per pata lag jaayengi lekin agar aapko yah loan milega ya nahin milega , yaani apako loan per kaun-kaun si eligibility criteria ko pura karne per loan Diya jaega.

Also Read -: SBI Personal Gold Loan Apply Online | Interest Rate | Features

Punjab National Bank Business Loan Eligibility Criteria

  • First of all aapka CIBIL score 700 hona hi chahie. Agar aapka CIBIL score jyada hai to bahut jyada yah chances hote Hain ki aapko jo business loan per interested lagaya jaega vah kam hoga. Nahin to vice versa agar aapka CIBIL score kam hai to aapko interested lagaya jaega jyada.
  • Aur sath hi sath mein agar aapka business revenue monthly bahut jyada hai tab bhi aapko interested kam lagaya jata hai.
  • Agar baat kar le age ki to agar aap yah loan Lena chahte Hain to aapki kam se kam umra 21 aur jyada se jyada 58 sal ki honi chahie.
  • Yah loan self employed professionals and non professionals donon ke liye hai.

Also Read -: PhonePe Loan App Se Loan Kaise Milta Hai | Interest Rate | Apply

Ine sab ke alava aapko Punjab National Bank ke dwara alag-alag prakar ke business loan offers bhi dekhne ko milte Hain jinke Naam aapko niche mil rahe Hain.

Also Read -: Branch Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate

Punjab National Bank Business Loan Documents Required

  • Yahan per aapko Aadhar Card chahie hoga jiska istemal aapka adress proof ke liye istemal ho sakta hai.
  • Aapko identity proof ke liye apna passport driving licence PAN card Aadhar card voter ID card chahie hoga.
  • Agar aapko koi pahle se hi existing business hai to aapko uska bhi proof dikhana Hoga jiske liye aap apna PAN card sales tax excise vate service tax registration copy of partnership deed aur bhi bahut sare alag-alag documents Jo RBI ke dwara ya fir SEBI ke dwara registered honge aap unka istemal kar sakte hain.
  • Aapke pass ek income tax ki copy honi chahie Jo pichhle 24 mahine purani Ho.
  • Aur aapko Apne pichhle 6 mahine ki bank statement dikhani hogi.

To ab ham baat kar lete hain aap is loan ke liye apply kaise kar sakte hain.

Also Read -: Kissht: Instant Line Of Credit se loan kaise le? Apply Online & Interest

Punjab National Bank Business Loan Apply

Punjab National Bank Business Loan Apply

Yah loan lene ke liye aap do type ka istemal kar sakte hain. 

Aap yah loan offline aur online donon tarike se le sakte hain.

Offline loan lene ke liye aapko sabse pahle Apne sabse nazdiki Bank ki branch mein chale jana hai aur vahan per loan ke liye tractor apply kar dena hai. Direct apply kar Dene se hamara matlab yah hai ki aapko pahle Bank mein jana hai fir aapko Bank karmchariyon ko batana hai ki aapko loan chahie Den vah aapko aur bhi sari jankariyan denge ki aapka loan kitna milega kitne time ke liye milega Den aapko apna vahan per business proof dikhana hua ki aapka yah business hai. Aur aap vahan per pahle eligibility criteria check kar lenge apna ki aap eligible hote hain ya nahin. If aap loan ke liye eligible Ho jaate Hain to aapko sare documents bharne honge acchi tarah se sari chijon ko sign karna hoga aur fir aapko kuchh samay ke andar andar aapke Bank khate mein loan ki amount transfer kar di jayegi.

Also Read -: NAVI HEALTH INSURANCE KAISE LE | REVIEW & APPLY ONLINE

Online baat karen to aapko Punjab National Bank ki official website per jana hai aur vahan per jakar login aur sign up kar dena hai. Yah karne ke bad aapko business loan wale category mein jakar loan ke liye apply karna hai aapko kaun sa loan chahie vah select karne ke bad aapko apni sari ek bar eligibility criteria pata karni hai agar aap eligible hote hain to aapko Bank ki taraf se phone ko laega aur aap apne ghar per baithe-baithe hi loan ke liye apply kar sakenge.

Also Read -: Axis Bank Education Loan Kaise Le | Interest Rate , Apply Online

To doston hamari aaj ki is post mein itna hi hop karte hain aapko hamari aaj ki yah post acchi lagi hogi jismein humne aapko Punjab National Bank business loan ke bare mein jankari Di hai. Agar aapko koi bhi dost ya fir family member jise business loan ki jarurat hai to aap use hamari website ka yah artical bhej sakte hain aur sath hi sath mein hamari website per aur bhi aur alag-alag prakar ke bank loans ki information aapko mil jayegi aur agar aapane information Lena chahte Hain to aap yahan per click kar sakte hain.

Doston hamen a Gaya dijiye ham milte Hain aane wali post mein tab tak ke liye Jay Hind vande Mataram

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button