ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank LoanBusiness Loan

SBI BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE @9.70% APPLY NOW

ADVERTISEMENT

SBI BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE @9.70% APPLY NOW

ADVERTISEMENT

Jab bhi kisi new Business ko aage badhane ke liye punji ki need hoti hai toh businessman sabse pehle loan ke baare mein sochta hai isi doran uske mann mein kyi svaal paida hote hai voh Khan se loan ( SBI BANK SE BUSINESS LOAN KAISE LE) le sakte hoon aur kis prakar le sakta hoon.

Bharat mein kyi Finance company Rashtriykrit Bank Businessman dete parantu inme se sabse pehla naam State Bank of India SBI ka hi aata hai.

 

State Bank Of India badi companies ke ilawa chhote business ki aarthik needs ko pura karne ke liye vyavsayik loan uplabdh karavata hai aur sarkari yojnao ke Antargat bhi yeh  bank Vayapaarik loan deta hai, Startup India etc toh koi bhi vayakti jo apna ek self business ka kaam shuru karna chahta hai voh SBI se business loan le sakta hai.

ADVERTISEMENT

 

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

SBI SE BUSINESS LOAN KAISE LE?

SBI SE BUSINESS LOAN KAISE LE?

  • Toh sathiyo iss article ke madhyam se hum aapko Aaj yahi btane jaa rhe hai ki SBI Bank se Business loan kaise le?
  • Jaise ki Bharat mein aap sab log jante hai ki adhiktar Bhartiyo ke Bank ka account SBI Bank mein hi hota hai Islyi SBI Bank se loan lene vali ki counting Bhi adhik hoti hai.
  • SBI BANK Bharat ka sabse bda Rashtriykrit Bank iski branches Bharat ke ilava Vishav ke kyi other countries mein bhi hai aur yeh Vishav ka sabse adhik Branch vala Bank hai uski pahunch shehri se lekar gramin areas tak hai.
  • Business loan ki baat kre toh SBI Business loan 2021 lena ek aasan sidhi processor par janakari
  • Ke Abhaav mein hum business loan lene mein SBI Bank ke kyi chakkar kaat dete hai aur hume phir bhi loan prapat nhi ho paata hai Islyi aaj hum SBI Business loan ke bare mein chhoti se chhoti aur badi se badi jaankari iss post mein dene vale hai.

 

STATE BANK OF INDIA SE BUSINESS LOAN LENE KE LIYE CRITERIA KYA HAI?

SBI se business loan lene ke liye aapki age 18 years se adhik aur 65 years se kam honi chahiye tabhi aap STATE BANK OF INDIA SE LOAN LENE KE LIYE APPLY Kar sakte hai par SBI time to time yeh sima badalta rehta hai .

Agr aap koi new business start kar rhe hai toh aapko Prdhanmantri mudra yojna ke tehat loan diya jayega iske liye limit 10,00,000 rupees Tak hogi pradhanmantri yojna ke bare mein janne ke liye aap neeche diye gye link par click kre .

Agr aapka pehle se koi business hai toh aapko ek crore tak toh loan SBI Bank deta hai iske liye aapko Business se kam se kam 3 years ka anubhav hona avashyak hai aur aap jo Business kar rhe hai uss par 2 years ka labh hona aavashayk hai .

 

 

STATE BANK OF INDIA SE BUSINESS LOAN KON KON LE SAKTA HAI ?

Koi bhi person jo apna business chla rha hai jaise koi bhi private firm ,koi bhi partnership vala business.

‌Iske alawa koi bhi business ka malikana hakk rakhne vala person.

 

STATE BANK OF INDIA SE BUSINESS LOAN LENE KE LIYE IMPORTANT DOCUMENTS KON KON SE HAI?

Kisi bhi bank se loan lene ke liye sahi documents ki information hona bahut zaruri hai agr sahi documents na ho aur important documents na ho toh hum loan lene mein pareshaani ka saamna karan padh sakta hai SBI Loan mein business loan lene ke liye kin kin documents ki need hoti hai inke bare mein neeche btaya jaa rha hai .

‌VALID ID – Aadhar card/ Voter ID

‌Address Proof

‌Pan Card

‌Pichle 6 months ka Bank Statement

‌Aapke Firm ya business ka Auditor dwara jaari Balance sheet

‌Picchle 2 saal ka Aayakar Return ITR

‌Residence aavas ya office karayla se sambhadit documents

 

 

STATE BANK OF INDIA SE LOAN KITNA MIL SAKTA HAI?

SBI se yun toh Business Loan aapko 500000 se ek crore tak mil sakta hai iske liye alag criteria banaye gye hai.

10 lakh se kam loan Prdhanmantri mudra yojna ke Antargat diye jaate hai aur iske upar ke sabhi log SBI Business loan ke tehat diye jate hai jo ek crore tak ho sakta hai .

 

SBI SE BUSINESS LOAN LENE MEIN KITNA BAYAJ LAGTA HAI?

SBI SE BUSINESS LOAN LENE MEIN KITNA BAYAJ LAGTA HAI?

  • Documents ki information Milne ke baad humare mann mein question aata hai ki SBI Business loan mein kitan Bayaj lgega aur yeh kitni avdhi tak hoga.
  • SBI Business loan ki Bayaj dar iss baat par nirbhar karti hai ki aap kis category ke tehat Business loan lena chahte hai.
  • SBI Business loan ki Bayaj dar iss baat par Nirbhar karti hai ki aap kis category ke tehat Business loan lena chahte hai.
  • SBI Business loan ki Bayaj dar SBI Business Loan Interest Rate ke bare mein information neeche di gyi hai.
  • ‌Pradhanmantri Mudra yojna– 11.15%
  • Bunkar Credit card-9.75%
  • Karigar credit card – 9.70%
  • SBI e-smart Sme– 9.00%
  • Samany Business Loan -11.20%-16.30%

 

SBI BUSINESS LOAN LENE MEIN LAGNE VALI OTHER FEES KITNI HAI?

SBI se business loan lete time 2-3%tak processing fees deni hoti hai iske ilawa aur koi bhi document fees nhi dena hota hai aur iss loan ki avdhi 12-48 months tak ho sakti hai.

SBI BANK BUSINESS LOAN CUSTOMER CARE NUMBER

SBI BANK BUSINESS LOAN CUSTOMER CARE NUMBER

SBI BUSINESS loan ki aur adhik information ke liye aap State Bank Of India of India ki customer care service se sampark kar sakte hai.

SBI Customer Care Number

1800112211/18004253800

 

MUST READ -: 

LazyPay Pay Later Loan Kaise Le? | LazyPay से लोन कैसे मिलता है?

Prefr Loan App Se Loan Kaise Le | Prefr App Review | Interest |

ShinyRupee Loan App Se Loan Kaise Le | ShinyRupee Loan App Review

Buddy Loan App Se Loan Kaise Le | Buddy Loan App REVIEW |

FLEXILOANS SE LOAN KAISE LE (FLEXI LOANS APP IN HINDI)

 

 

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

30 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button