ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Bank Loan

IDFC FIRST BANK LOAN KYA HAI | LOAN KAISE LE | IDFC FIRST BANK LOAN APPLY.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

IDFC FIRST BANK LOAN APPLY Aajkal ke aadhunik time mein jaise jaise Management bdi hai logo ke paas time kam aur needs bdi hai ,jiske liye unke paas prayapt dhanraashi nhi hoti hai aise mein unhe personal loan ki need padhti hai jo jaldi mil sake .logo ko apni needs puri karne ke liye sulabh dhanraashi ki zarurat hoti hai jiska upaaye loan lekar kiya jaa sakta hai.

Humari needs ki purti ke liye loan ek acha madhyam hai jo suvidha anek bank uplabdh kraate hai .Aaj hum baat krenge IDFC FIRST BANK ki jisse jald aur aasani se loan liya jaa sakta hai . Isi sandarbh mein IDFC FIRST BANK se loan lene sambhandit Vibhin information iss lekh mein di gyi hai jiski help se loan sambhandhi problems ka hal prapat hota hai aur important information milti hai.

IDFC (INFRASTRUCTURE DEVELOPMENT FINANCE COMPANY) first Bank loan se matalb Bank dwara di jane vali uss dhanraashi se hai jo Graahak ko uski needs ke according udhaar mein di jaati hai .jiske liye kuch rules ke according capable hona hota hai .

Bta de IDFC Bank anek sevao ke sath sath anek prakar ke loan bhi uplabdh krata hai jaise home loan , Personal Loan, Business Loan etc .Iss bank dwara jaldi online madhyam se loan prapat kiya jaa sakta hai.

ADVERTISEMENT

IDFC FIRST BANK LOAN KYA HAI, Ise kaise le . IDFC FIRST BANK suprasidh BHARTIYE Bank hai .jiski starting October year 2015 mein hui thi .Iska head office Mumbai mein hai .Iss bank ke CEO V.Vaidnathan ji karyrat hai.Yeh bank Adhiktar sabhi prakar ki Banking aur financial services uplabdh karavata hai jaise investment, credit card, Current account, saving account, fix deposit etc.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

IDFC FIRST BANK LOAN KE VIBHIN TYPES

IDFC FIRST BANK LOAN KAISE FAYDEMAND HAI.

IDFC FIRST BANK anek rupo se loan ki suvidha uplabdh krata hai jo anek prakar se faydemand saabit hoti hai jo iss prakar hai:

BANK ACCOUNT MEIN BALANCE TRANSFER KI SUVIDHA UPLABDH KARATA HAI

Anek Baar EMI Bhugtaan mein adhik Bayaj dar ki vajah se Bugtaan mein mushkile aati hai iss problem ka samadhan IDFC FIRST BANK LOAN mein kam Bayaj dar se aasani se kiya jaa sakta hai .Balance dhanraashi ko sulabh roop se transfer Kiya jaa sakta hai aur EMI ke bhugtaan mein dhanrashi bchaayi jaa sakti hai .

IDFC BANK LOAN KR LIYE SECURITY KI NEED NHI PADHTI

IDFC FIRST BANK LOAN ke liye kisi prakar ki security jma kraane ki need nhi hai .yeh ek unsecured loan hai jismein loan prapat karne ke liye matra grahak ki age , naukri aur rojgaar vivaran aur cibil score ki janch kar loan ki manjoori mil jaati hai .

IDFC BANK AASANI SE REPAYMENT KI SUVIDHA UPLABDH KARATA HAI

Graahako ko agr loan chukane ki suvidha hoti hai ki loan kaise chukaya jayega toh uske samadhan ke liye grahak ke paas kewal 12 se 60 months ka flexible time hota hai jiska chunaav Repayment shamta aur mahine ki salary ke hisaab se kiya jaa sakta hai .Sahi karyakal ka chunaav mahine ki kishto ko chukane mein shaayak hota hai.

IDFC FIRST BANK LOAN KE VIBHIN TYPES

IDFC FIRST BANK LOAN KE VIBHIN TYPES

IDFC FIRST BANK kyi prakar se loan pradaan karta hai jismein Graahak ko anek suvidhaaye parapat hoti hai .IDFC FIRST BANK ke vibhin type ke loan iss prakar hai.

HOME LOAN

IDFC BANK kam byaaj dar par home loan uplabdh krata hai. jiske tehat online apply karne par kam % mein EMI diya jaa sakta hai aur yeh loan jaldi mil jaata hai. Home loan apply karne ke baad loan ka status bhi check kiya jaa sakta hai.

PERSONAL LOAN

IDFC FIRST BANK personal Loan ke roop mein Graahak ke niji zarurato ko pura karne ke liye personal loan ki suvidha uplabdh krata hai. Iske tehat shaadi ,Chhuti ,ghr ke renovation aadi needs ke liye aarthik help laon ke roop mein deta hai jiske liye kuch girwi rakhne ki need nhi hoti hai aur zyda documents ki bhi need nhi hoti hai .Personal Loan ke roop mein 40 lakh Tak 10.49% ke Bayaj dar par flexible time ke according 40% bhugtaan ke taur par suvidha prapat krataa hai .

PROPERTY LOAN

IDFC FIRST BANK ke dwara adhik loan value par lagbhag 80% property loan diya jata hai aur kam EMI dar par uska bhugtaan kiya jaa sakta hai .IDFC BANK home loan jaise commercial, residential, industrial plots, gowdown aadi ke liye loan uplabdh karavata hai. Agr dusra financiar hai toh transfer option ka bhi use kiya ja sakta hai aur Top up suvidha bhi praapat hoti hai.

CONSUMER DURABLE LOAN

Apne dreams ko pura karne ke liye Flexible time ke according iss loan ko 30 months ki avdhi mein liya jaa sakta hai .iske Antargat kareb 50 hjaar se 5 lakh Tak ka loan liya jaa sakta hai .Online Madhyam se 2 mint mein yeh loan prapat kiya jaa sakta hai.

NEW CAR LOAN 

IDFC FIRST BANK DWARA CAR LOAN Ki Suvidha bhi aasani se aur jaldi prapat ki jaa sakti hai voh bhi free application process dwara aur loan Seh adhikaari dwara ghr par hi Uplabdh kra Diya jata hai.

PRE OWNED CAR LOAN

IDFC FIRST BANK LOAN KE Antargat kam Bayaj dar par Pre Owned car loan liya jaa sakta hai .Jismein Graahak 12.49% se 15.49% ke Bayaj Dar par Loan le sakte hai.

COMMERCIAL VEHICLE LOAN 

IDFC FIRST BANK BUSINESS KI PRAGTI HETU Bank aapko car loan kam Bayaj dar par Uplabhdh krata hai jiske liye kam documents ki need padhti hai aur koi atirikt rashi nhi le jaati hai . Business Sambandhit needs ka khyaal rakhne ke liye sales manager niyukat Hote hai .

TWO WHEELER LOAN

IDFC FIRST BANK ISS Loan ke madhyam se Bike , Scooter etc Two wheeler loan aasani se Uplabdh karata hai .

EASY BUY EMI CARD

IDFC FIRST BANK LOAN KE Antargat jald approval mil jata hai aur EMI ke liye atirikat dhanraashi bhi nhi lagti hai aur asaani se EMI card ke tehat khareed ki jaa sakti hai.

Females ke liye sakhi Shakti JLG Loan.

IDFC FIRST BANK Loan ke tehat females ki aarthik situation, jeevan yaapan ko uchit roop dene , Business Badhane aur unki needs ke madhya suvidha di jaati hai jaise credit aur savings, samadhan, Aasan documents, jaldi karya sampanta etc Ghr bethe yeh services prapat ki jaa sakti hai.

PROFESSIONAL LOAN

IDFC FIRST BANK PROFESSIONAL LOAN ke roop mein professional course ke liye bhi fund deta hai jo ek crore tak 84 mahine ke liye bhi di jaati hai jiske tehat doctors , engineers, CA , Architecture etc aate hai , Yogyata Jaldi saabit hone par 30 lakh Tak ka loan diya jata hai .Behtar Bayaj dar par Loan suvidha di jaati hai.

EDUCATIONAL LOAN

IDFC FIRST BANK Education loan ke roop mein students ko best interest rate par loan dete hai jo behtar future ke liye Aarthik roop se help pradaan krte hai.

BUSINESS LOAN 

IDFC FIRST BANK Business Loan ki badhotri ke roop mein bhi loan ki suvidha deta hai , chahe apna business badhana hi , new sansadhan khareedne ho aadi roop se punji sambhandit Business ko behtar kiya jaa sakta hai.

BUSINESS GROWTH LOAN

IDFC FIRST BANK LOAN ke Antargat small Business aur har prakar ke business ki pragti hetu suvidha uplabdh ki jati hai .Best interest rate par yeh loan prapat kiya jaa sakta hai.

Also Read -: AIRTEL AXIS CREDIT CARD APPLY KAISE KRE | AIRTEL CREDIT CARD DETAILS

IDFC FIRST BANK LOAN KE LIYE CRITERIA

IDFC FIRST BANK LOAN KE LIYE CRITERIA

  • IDFC FIRST BANK LOAN ki suvidha parapat karne ke liye Grahko ko kuch criteria prapat krni hoti hai taaki loan ki manjoori mil sake , loan ke liye Criteria iss prakar hai:
  • ‌Loan lene vala Bharat Ka naagrik ho
  • ‌Loan lene vale ki agr Minimum 23 years aur adhiktam age 60 years ho
  • ‌Naukri krne valo ki salary per month 20 hjaar ho.

 

IDFC BANK LOAN KE LIYE PERSONAL BUSINESS KARNE VALO KE LIYE CRITERIA

  • ‌Loan lene vale ki age Minimum 25 years aur adhiktam 65 years ho
  • ‌Personal Business karne valo ki age per year 1 lakh ho
  • ‌CIBIL score 750 ya isse adhik ho.

Also Read -: HDFC CAR LOAN KAISE LE | HDFC CAR LOAN PROCESS

IDFC FIRST BANK LOAN KE LIYE IMPORTANT DOCUMENTS

IDFC FIRST BANK LOAN Lene ke liye kuch important documents ki need hoti hai jo iss parakar hai :

‌Id proof ke roop mein PAN CARD

‌Address Proof ke roop mein

  1. VALID PASSPORT
  2. VOTER ID CARD
  3. ADAHAAR CARD.
  4. DRIVING LICENCE
  5. PASSPORT SIZE PHOTO
  6. JOB CARD NREGA KE DWARA RAJYA
  7.  SARKAAR KE WORKER DWARA SIGN
  8. TELEPHONE YA BIJLI BILL
  9. NATIONAL POPULATION REGISTER
  10. JISMEIN NAME AUR PTA KA BURUAE  HO

ADDITIONAL ADDRESS PROOF KE ROOP MEIN

  1. REGISTERED SALES DEED
  2. LATEST BANK STATEMENT
  3. LATEST PASSBOOK
  4. UTILITY BILL
  5. RENT AGREEMENT
  6. PROPERTY YA MUNICIPAL TAX
  7. RECEIPT
  8. PANSION PAYMENT ORDERS
  9. EMPLOYER KA ACCOMMODATION
  10. ALLOTMENT LETTER

INCOME PROOF KE ROOP MEIN

  1. SALARY LENE VALO KE LIYE LAST 3-6
  2. MONTHS KA BANK STATEMENT
  3. 3 MONTHS KI PRESENT WAGE PARCHI
  4. PERSONAL BUSINESS VALO KE LIYE 3
  5. MONTHS KA BANK STATEMENT
  6. LAST TWO YEARS KA 2 SAAL ITR

BALANCE SHEET

  • LATEST 3 MONTHS KA SALARY SLIP
  • BUSINESS PROOF
  • OWNERSHIP CERIFICATE

IDFC BANK SE LOAN KAISE LE

IDFC BANK SE LOAN KAISE LE ?

CUSTOMERS ki need ka khyaal kar Bank anek prakar ke loan deta hai aur ghr bethe yeh suvidha jaldi prapat ki jaa sakti hai. IDFC FIRST BANK LOAN do tareeko se liya jaa sakta hai .

Also Read -: PHONEPE ACCIDENT INSURANCE KAISE KARE ? REVIEW

IDFC FIRST BANK LOAN INSTANT LOAN ONLINE LENE KA PROCESS

  • ‌IDFC FIRST BANK LOAN Apply ke liye Bank ki official website http://www.idfcfirstbank.com/ open karni hoti hai
  • ‌Official Website par jaa kar ya IDFC FIRST BANK LOAN Lene ke option mein jo loan chahiye uss par click kre.
  • ‌Loan option par click krne ke baad loan lene ki yogyata dekhe
  • Loan yogyta ke liye mayata prapat kiye jane par apply now option par click kre.
  • Apply now par click karne ke baad open hue page mein jo information mangi gyi hai voh bharni padhti hai fr submit par click kre.
  • ‌Criteria nirdharit ho jaane par loan anurodh ko savikriti mil jaati hai.
  • ‌Tatpashchaat apne important documents satyapan hetu upload kre.
  • ‌Satyapit documents check karne ke baad loan ki rashi Bank account mein transfer kar di jaati hai.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

10 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button