ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Adhar LoanNew Loan AppOnline LoanPersonal Loan

PAY ME INDIA LOAN APP Se Loan Kaise Le | Review | Interest |

ADVERTISEMENT

PAY ME INDIA LOAN APP

ADVERTISEMENT

agr aapki sallery 15000 hai toh aap iss loan application se loan le sakte hai jiske 10 lakh se zyda install hai . Pay me India loan app se sidha udhaar dene ki gatividhiyo mein bhaag nhi leta hai , lekin kewal Registered NBDFC ya banko ko upyogkartao ko udhaar dene ke liye suvidha pradaan karne ke liye ek munch bhi pradaan krta hai .Humare prathamik bhaagidaar NBFC mein se ek – Huey Tech Pvt Ltd important NBFC hai .Aapke mann mein jo bhi svaal ho voh sabhi svaal Pay me India loan application se sambandh khatam ho jaye toh aayie sabse pehle hum jaan lete hai ki Pay Me India loan application kya hai?

Also Read -: POSTPE PAYLATER LOAN KAISE LE ?POSTPE APP SE PAYLATER LOAN KAISE LE 

PAYME INDIA LOAN APP REVIEW?

payme India loan application ek loan pradaan karne vali application hai ,jahan se aap 2 lakh Tak ka loan prapat kar skte hai .Is application ke 10 lakh se zyda downloads hai .yeh application 29 may 2017 ko shuru kari gyi thi .Pay me India loan application ka size 16.01MB ka hai . Payme India loan application aapko Huey Tech Pvt Ltd. Company ke dwara loan prdaan karti hai .toh chaliye ab baat kar lete hai ki aapko is application se kitne Tak ka loan mil sakta hai.

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

PAYME INDIA LOAN APP SE KITHE TAK KA LOAN MIL SAKTA HAI ?

PAYME INDIA LOAN APP SE KITHE TAK KA LOAN MIL SAKTA HAI ?

Payme India loan application ki help se aap 2000 se lekar 2 lakh Tak ka loan prapat kar sakte hai .dosto aapko payme India loan application ki sahayta se diye jane vale personal loan ki jaankari ho gyi hogi hai ki aapko yahan se kitni rashi tak ka loan diya jayega uss loan par aapko kitne percent ke hisaab se Bayaj dar dekhne ko mil jata hai.

ADVERTISEMENT

PAYME INDIA LOAN APP SE KITNE PERCENT KA BAYAJ LAGAYA JATA HAI?

PAYME INDIA LOAN APP SE KITNE PERCENT KA BAYAJ LAGAYA JATA HAI?

payme India loan application se aapko Jo Loan diya jata hai voh aapko 18-36% tak ka dekhne ko mil sakta hai?

Toh dosto Payme India loan application ki help se aapko Jo Bayaj dar dekhne ko milti hai uski jaankari aapko pta lag gyi hai . Ab hum baat kar lete hai aapko payme India loan application ki help se loan kitne time ke liye diya jayega.

Also Read -: AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE? AIRTEL THANKS APP SE LOAN KAISE LE?

PAYME INDIA LOAN APP SE KITNA TENURE RATE LAGAYA JATA HAI?

Payme India loan application ki help se aapko Jo Loan diya jata hai voh loan aapko Kam se kam 91 din ke liye milta hai .yaani iss company ki help se agr aap loan prapat krenge uss loan ko aap kam se kam 3 mahine ke liye prapat kar sakte hai aur agr aap yahan se adhik se adhik loan prapat karna chahte hai toh apko iss company ke dwara adhik time ke liye milta hai aur voh takreeban 24 mahine ka mil jata hai.

Toh dosto ,aapko Payme India loan application ki help se jo loan dekhne ko milta hai us par aapko kitna time milega loan ko vaapis karne ke liye iski jaankari aapko prapat ho gyi hai .

Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

PAYME INDIA LOAN APP ELIGIBILITY

  • payme India loan app ki help se aapko mukhya roop se 3 types ke eligibility ko pura karn hota hai jo neeche likhi hai .
  • ‌aapki age 18 years honi chahiye
  • ‌aapki zyda se zyda age 56 years ki honi chahiye
  • ‌aapki jo nationality hai vo Bharat ki honi chahiye
  • ‌aap vetan par kam krne vale person hone chahiye
  • ‌payme India loan application se loan lene ke liye aapko Kam se kam 6 mahine ka work experience honi chahiye
  • ‌aapka civil score 650 ka hona chahiye

Also Read -: Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le | Apply Online | Types

PAYME INDIA LOAN APP FEATURES

  • ‌payme India loan application se loan Milne ka process puri tarah se paperless hai
  • ‌aapka 2 lakh tak ka loan mil sakta hai
  • ‌payme India loan application ko aap loan ki raashi alg alg repayment method ke sath kar sakte hai
  • ‌aapko loan online boht jaldi approve kar diya jayega.
  • ‌aap apne short term personal loan ko EMI loan mein badal sakte hai .

Also Read -: HDFC Bank Gold Loan APPLY ONLINE | INTEREST RATE | ELIGIBILITY

PAYME INDIA LOAN APP KE FAYDE

  • ISS application se Lona lekr aap niche diye gye udesho mein loan ki raashi ka istemaal kar sakte hai .
  • ‌education
  • ‌Medical
  • ‌wedding.
  • ‌home renovation
  • ‌mobile khreedne ke liye
  • ‌travelling ke liye
  • ‌house rent ke liye
  • ‌monthly bills

Also Read -: Pocketly Loan App Se Loan Kaise Le | Pocketly Loan App Review

PAYME INDIA LOAN APP SE KON KON SE DOCUMENTS KI NEED PADH JAATI HAI.

  • ‌Id proof jiske liye aap driving licence istemaal kar sakte hai
  • ‌aapke paas address proof bhi hona chahiye
  • ‌loan application e-sign hona chahiye

Toh dosto aapko inn kuch documents ki need hogi agr aap payme India loan application se loan Lena chahte hai.

Also Read -: PaySense Loan App se loan kaise le? PaySense Loan App Interest Rate

PAYME INDIA LOAN APP SE LOAN KE LIYE AAVEDAN KAISE KRE ?

PAYME INDIA LOAN APP SE LOAN KE LIYE AAVEDAN KAISE KRE ?

  • ‌payme India loan application ki help se laon prapat krne ke liye sabse pehle toh aapko iss application ko goggle play store se download karna hoga
  • ‌download krne ke baad aapko pay me India loan application mein mobile number ke sath sign up kr lena hoga
  • ‌phir aapko apni kuch jankariya bharni hogi
  • ‌aur fir aagr aap payme India loan application se loan lene ke liye vaid mane jate hai toh aapko loan Dene ki permission mil jati hai
  • ‌phir uske baad aapko kuch documents upload krne hote hai .
  • ‌phit aaj itni bhi raashi ka loan prapat karna chahte hai aapko utni raashi krlo unko time ke andar aapke bank account mein daal diya jata hai .

Also Read -: CASHe Personal Loan App Se Loan Kaise Milta Hai? Review | Interest Rate

Toh dosto aaj humnein jana ki kis prakar aap ghr bethkar payme India loan application se online loan le sakte hai payme India loan application se aapko kitna loan milega,payme India loan application se loan lene par aapko kitna Bayaj lgega ,payme India loan application se loan Lene par aapko kitna time lagega,payme India loan application se aapko kon kon se documents ki need hogi, payme India loan application se loan lene pr aapko kon kon se fayde hote hai ,payme India loan application se loan kon kon le sakte hai , Payme India loan application se loan kaise lete hai , toh dosto yeh sab Aaj humnein jana toh dosto agr aapko humari aaj ki post achi lgi ho toh humari post ko share zarur kre aur agr koi doubt ho toh humein comment box mein zarur bataye .toh dosto aapne humari iss post ko boht hi ache aur dhyaan se padha aur apna kimti time diya uske liye aapa boht boht thankuuu. milte hai agli post mein .tab tak aap niche diye gyi iss post ko padh sakte hai .

Also Read -: PhonePe Loan App Se Loan Kaise Milta Hai | Interest Rate | Apply

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

34 Comments

    1. Sir l need your help because I’m a student I need some money Rs. 40000 to pay my dues in school fees. Hustle fees etc.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button