ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Adhar LoanNew Loan AppOnline LoanPersonal Loan

POSTPE PAYLATER LOAN KAISE LE ?POSTPE APP SE PAYLATER LOAN KAISE LE 

ADVERTISEMENT

BUY NOW PAY LATER POSTPE LOAN KAISE LE

ADVERTISEMENT

haal hi fintake company Bharatpe ne apna new loan app POSTPE Buy now pay later loan ki shuruaat ki hai .Bharatpe ne iss loan ke bare mein ek byaan jaari kiya hai jismein unhone yeh btaaya hai ki POSTPE aap ko naye jmane ke customers ko dekhte hue design kiya gya hai .POSTPE PAYLATER LOAN

POSTPE app ko SBM bank , Bharatpe aur any khin NBFC companies ke sath partnership karke shopping loan ka launch Kiya hai jo smart shopping mein ykeen karte hai aur digital payment karna pasnd krte hai . POSTPE app ya postpe card ki help se istemaal kiye gye paiso par 35 dino tak kisi bhi tarh ka Bayaj nhi Dena padta .aaj iss article mein hum aapko btaynge ki kaise aap daily needs ko fulfill krne ke liye postpe letter loan ke liye kaise apply kar sakte hai . postpe laon kitna mil skta hai ? Postpe se loan ko kitne time ke liye liya jaa sakta hai iske ilava postpe pr letter loan lene ke liye aapko kin kin documents ki need padhne vali hai etc other important information aapke sath share krenge toh aap iss article ko end Tak read zarur kre .

POSTPE LOAN KYA HAI ?POSTPE APP SE Loan KAISE LE 

POSTPE app ek digital landing platform hai jisse fintake company Bharatpe app se introduce Kiya hai iss loan ke bare mein Bharatpe ke co-founder aur managing director Arshvir Grover ne kha ki POSTPE app 3 sidhanto pe mukhya roop se adhaarit hogi jaise customer QR scan ,card machine ya online tareeke se payment karna , customer machine ya online transactions ko aasani se EMI mein convert kar payenge iske alava BNPL ke through payment accept karne par merchant ko kisi bhi tarah ka koi bhugtaan nhi karna hoga iske ilava postpe loan letter ke liye istemaal kiye gye paiso ke bhugtaan ke liye aapko 35 dino ki time limit di jaati hai jo ki bina kisi interest rate ke hoti hai iss saal postpe aapp Dubai mein hone vali ICC T20 WORLD CUP ka global sponsor bhi hai .

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

POSTPE LETTER LOAN KO KON KON LE SAKTA HAI

POSTPE LETTER LOAN KO KON KON LE SAKTA HAI

postpe pe letter loan ke liye koi bhi Indian jiski age 21 yrs se zyda hai aur uske pass income ka koi bhi source available hai toh voh postpe letter loan ke liye apply kar sakta hai 

ADVERTISEMENT

‌iske ilava iss loan ko lene ke liye aaavedak ke pass KYC documents jaise ki Adhar card, pan card, adress proof , identity card bhi hona chahiye 

‌post pe later loan ke liye self employed, saleried person ,student, house wife,business man ek aam aadmi bhi loan ke liye apply kar sakte hai.

Also Read -: AIRTEL PAYMENT BANK SE LOAN KAISE LE? AIRTEL THANKS APP SE LOAN KAISE LE?

POSTPE PAYLATER KE LIYE DOCUMENTS KON KON SE CHAHIYE?

POSTPE PAYLATER KE LIYE DOCUMENTS KON KON SE CHAHIYE?

postpe pay later loan lene ke liye following documents ki need hogi:

  • ‌Adhaar card
  • ‌pan card
  • ‌adress proof 
  • ‌a selfie

POSTPE PAY LATER LOAN ONLINE APPLY KAISE KRE. POSTPE PAY LATER LOAN KAISE LE

STEP 1: Sabse pehle goggle play store se postpe app ko download aur install kre.

STEP 2: Ab apne goggle account ya mobile number se sign app kre.

STEP 3: Iske baad aapke number par jo OTP aayega uske app mein daalkar verify kre.

STEP 4: Ab apni basic details jaise name , address ,PAN OR ADHAAR NUMBER ko submit kre.

STEP 5: Ab apni ek selfie ko bhi upload kre 

STEP 6: Sabhi information fill krne ke baad application form ko submit kre 

STEP 7: Ab CREDIT loan ke approval Hone tak wait kre ,jaise hi yeh loan approval ho jayega toh aapke postpe account mein prapat kr sakte hai.

Also Read -: Money View: Personal Loan App Se Loan Kaise Le | Review |

POSTPE PAYLATER LOAN PAR KITNI FEES DENI HOGI?

postpe loan par aapko koi bhi fees Dene ki zarurat nhi hoti .yahan par aapko koi bhi annual aur joining fees nhi deni hoti hai aur na hi koi hidden fees deni hoti , yeh credit line Loan aapko bilkul free of cost mil jata hai.

POSTPE PAYLATER LOAN FEES AND CHARGES: postpe credit line ke liye aapko kuch fees aur charges dene hote hai hai jo neeche taalika mein dikhaya gya hai.

Also Read -: Bank Of Baroda Education Loan Kaise Le | Apply Online | Types

POSTPE PAYLATER CHARGES

  • Joining fee. Nill
  • Advance fee. Nill
  • Annual fee. Nill
  • Hidden fee. Nill

 

POSTPE PAYLATER LOAN PAR KITNI CREDIT LIMIT MILTI HAI ?

POSTPE PAYLATER LOAN PAR KITNI CREDIT LIMIT MILTI HAI ?

postpe paylater loan aaavedak ki credit history,civil score ke adhaar par shuruaati time se hi 10000 rupees se lekar 1 lakh rupees Tak ki credit limit offer krta hai , yeh credit limit aaavedak ke civil score, existing card aur jitni aapki credit history achi hogi , utni hi zyda aapko postpe credit line ki credit limit Milne ki sambhavna hai 

Also Read -: HDFC Bank Gold Loan APPLY ONLINE | INTEREST RATE | ELIGIBILITY

POSTPE PAYLATER LOAN KE FAAYDE POSTPE CREDIT LINE LOAN KE FAYDE KE BARE MEIN NEECHE BTAYA GYA HAI .

  1. postpe loan app ek RBI (NBFC) register loan app hai aur ise Bharatpe app ,SBM bank ke sath partnership karke launch Kiya gya hai , jisse ki iss loan pr trust Kiya jaa sakta hai.
  2. Yahan par aapko 10000 se 100000 tak ka credit line loan aapke credit history (CIBIL) ke upar se aasani se mil jata hai.
  3. Postpe Loan app aapko without income proof loan (credit line) dete hai.
  4. Postpe app se istemaal ki gyi limit ko bina Bayaj 35 dino ke andar repayment kiya jaa sakta hai.
  5. Yahan par aasan EMI ke zariye bhi apne postpe bill ka bhugtan karne ki freedom mil jati hai.
  6. Yeh Loan No joining Fee, no advance fee , no hidden fee ke mil jata hai.
  7. Postpe credit line loan se aap online aur local market mein kharidari kar skte hai.
  8. Postpe app se kisi bhi UPI QR code ko scan karke payment kar skte hai.
  9. Bharat ke kisi bhi shehar se ghr bethe phone se loan le sakte hai.

Also Read -: PhonePe Loan App Se Loan Kaise Milta Hai | Interest Rate | Apply

POSTPE LOAN CUSTOMER CARE NUMBER 

Agar koi company bazar mein koi bhi product lekar aati hai toh voh apne customers ko customer care support bhi uplabdh krvati hai , usi trh postpe App aapko do trh ke customer support pradan karti hai ek hi call ke madhyam se aur doosra email ke madhyam se help prapat kar sakte hai.

CUSTOMER CARE EMAIL : customercare@sbmank.co.in

TOLL -FREE NUMBER : 1800 1033 817 (24*7)

ADVERTISEMENT

ADVERTISEMENT

Related Articles

19 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

ADVERTISEMENT

Back to top button